Posts

Showing posts from July, 2013
Faqt Pehluu Badalny Sy Rafaqat Kam Nhi Hoti Mgr Phir Bhi Na Milne Ki Aziyat Kam Nho Hoti Jahan Koi Bichar Jaye Wahin Per Uski Manzil Hy Kisi k Saath Chalny Sy Musafat Kam Nhi Hoti Humare Dushmano Me Chahne Wale Bhi Shamil Hyn So Hum Jis Haal Main Bhi Hon Mohabbat KamNahi Hoti
teri khushbu ka pataa karti hai, mujh pay ehsaan hawa karti hai, shab ki tanhai mei ab to aksar, guftagu tujh say raha karti hai, dil ko us raah pay chalna hee nahi, jo mujhay tujh say juda karti hai, zindagi meri thee lekin ab to, teray kehnay mei raha karti hai, us nay dekha he nahi warna yeh aankh, dil ka ehwaal kaha [...]
Image
Mujhy jeenay ki umeed dobara day do, Meri doobti kashti ko kinara dy do, Main dard k sahil pay tanha khara hun, Phir aa k apni baahon ka sahara day do, Tera daaman to bhara hay sitaron say, Mujhy sadqay may ik sitara day do, Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko phir apna nazara dy do
ye jo ham hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhate hai.n kabhii sabaa ko kabhii naamaabar ko dekhate hai.n vo aaye ghar me.n hamaare Khudaa kii kudarat hai kabhii ham un ko kabhii apane ghar ko dekhate hain mirza ghalib
Image
Isi Liya To Bachon Pe Noor Sa Barasta Hai Sharartain To Karte Hain , Saazishain Nahi Karte
Image
Jab tu paida huwa kitna majboor tha Yeh jahan teri soch se bhi dour tha… Haath paaon bhi tab tere apney na thay Teri ankhon main duniya ke sapney na thay… Tujh ko aata jo sirf rona hi tha Doodh pi ke tera kaam sona hi tha… Tujh ko chalna sikhaya tha maa ne teri Tujh ko dil main basaya tha maa [...]
Image
Ta che mata waye che pa sa kwey jara Na der maloomezhi dagha khpal jor-o-jafa Ta jor-o-jafa krey za jara kaum dibara sta ka dagha na v da ba hm na v zama You ask, my love, about my tears But don’t you recognize the fears That agonize my heart? Were not your infidelity Torturing me so cruelly My sorrows would depart
Image
Be-Zabano Ko Jub Wo  Zaban  Deta Hay, Parhne Ko Phir Wo  QURAN  Deta Hay, Bakshne Pay Aata Hay Jub  Ummat  K  Gunahon  Ko, Tohfay Mein  Gunahgaron  Ko  RAMAZAN  Deta Hai… RAMADAN mubarA k By : ZAFAR KHAN
Image
Yeh Hawaon K Musafir , Yeh Samundaron K Raahi Meray Sir Bakaf Mujhahid , Meray Sar Shikan Sipahi Yeh Tera Yaqeen Mehkam , Teri Himmaton Ki Jaan Hai Teray Bazo’uon Ki Kuwwat Teray Azm Ka Nishaan Hai Tu Hi Raah , Tu Hi Manzil , Tu Hi Meer E Karwaan Hai Yeh Zameen Teri Hai , Yeh Jahaan Tera Jahaan Hai SALAAM HINDUSTAN
Image
Hum Bhi Araam Utha Saktay Thay Ghar Pe Reh Kar Hamain Bhi Paala Tha Maa Baap Ne Dukh Seh Seh Kar Waqt E Rukhsat Unnhain Itna Bhi Na Aye Keh Kar Goud Main Ansu Jo Tapkay Rukh Se Beh Kar Ussay Hi Tifal Samajh Lena Ji Behlanay Ko Hum Ne Jab Wadah E Ghurbat Main Qadam Rakha Tha Doour Tak Yaad E Watan Ayee Thi Samjhanay Ko. MANZAR BHOPALI
Image
Nahi Sirf Jashn Manana, Nahi Sirf Jhande Lehrana, Yeh Kaafi Nahi Hai Watanparasti, Yadon Ko Nahi Bhulana, Jo Qurbaan Hue, Unke Lafzon Ko Aage Badhana, Khuda Ke Liye Nahi .. Zindagi Watan K Liye Nibhana.. SALAAM TO ABDUL GHAFFAR KHAN
Image
I LOVE INDIA
Image
MARHABA RAMADAN HAPPY RAMADAN