Jab tu paida huwa kitna majboor tha
Yeh jahan teri soch se bhi dour tha…
Haath paaon bhi tab tere apney na thay
Teri ankhon main duniya ke sapney na thay…
Tujh ko aata jo sirf rona hi tha
Doodh pi ke tera kaam sona hi tha…
Tujh ko chalna sikhaya tha maa ne teri
Tujh ko dil main basaya tha maa [...]

Comments

Popular posts from this blog